Ayare Priya Param Dayara Lyrics:
Lyrics - Acharyadeb Sri Sri Dada
Aaya Re Priya Param Dayara
Aaj dagmag Duniya Sara
Harjivan prakashit karne
Aaya Re Priya param dayara.
Pyar Karke Har shok tapan Ko
Jivan ke har Dwesh dehan ko
Nishchit Nirmal kriya nirantar
Hridoy Bihari ne tamash bidara
Kan Kan Mein base Jeeva Jagat Kar Tara.
Dekha Na Aisha Prem Kisi mein
Aisi Daya Nath kisi ke sime
Amogh kshama shasan Hai Uska
Bababhaya Sharanagat ka ubara
Sabse nyara hain Thakur Hamara.
Ayare Priya Param Dayara
Comments
Post a Comment